Monday, September 21, 2009

Lal Bahadur Shastri Photo













2 comments:

sanatan dharm ki jai said...

CHOTE kad wale lekin mahan or ucch charitr vale bharat ke shahi arrtho main pahle pardhanmantri jinhone bharat ka jhanda 1965 ke bharat-pakistan yudh main lahore tak lehraya ,, ant main taskand samjhote main unki saajisan hatya kar di gai unhe jhahar dekar mar diya gaya ,, aanan faanan main unhe bharat laakar unka kriyakaram bina postmartam ke kya gaya ,,, kuch gaddar logo nain unke charitr par ungli uthai s karan unke bank account ki jaanch ki gayi jisme us samay keval 314 rupay the .

jai jawan jai kisaan

Unknown said...

Ek aisa vyaktitwa jiske charitra ki unchaiyon ke saamne mastak swayam hi jhuk jaata hain. Jiski yaad aate hi mann shradhha se bhar jata hai. Aise nidar, desh bhakt, faulidi iradon wale LAL BAHADUR SHASTRIJI ko shat-shat NAMAN.

Rajendra Kumar Jain